Posts

Teri yaado ka hasin smandar banaya h mane!!! Ab tak ki Har yaade jma h usme, Har par jo sath bitaya h samet Kar Rakha h usme,, Teri Yaado ka smandar bsa h man me!!! Sapne jo dekhe h, vo bhi Rakhe h usme,, Tere sapne ko bhi Sajaya h usme, Teri yaado se samandar banaya h mane!! Teri nok jhok, Tera muskarana, has ke gale Lagana,, Baat baat pr Ruth Jana, dhire se baalo ko sehlana, subha pyari si awaj se jagana,, Mano chand Aasman chod Kar zamin pr aaya h, Teri yaado se mane smandar banaya h!